जैसे माता संभालती है
Hindi Christian Song — English Lyrics
Hindi
Jaise mata sambhalti hai
Waise Yeshu sambhalega
Halleluyah, Halleluyah 2
Seene se lagayega
Chinta sab hatayega
Haah dhar ke le jayega
Chattan par chadayega
Mere kaaran wo ghayal hua
Mere papo ko utha liya
Kabhi bhi na chhorega
Kabhi bhi na tyagega
Audio / Video