मै पूचा प्रभु सेट् तु क्य़ु करता मुज्से इत्ना प्यार्
Christian Song Lyrics
मै पूचा प्रभु सेट् तु क्य़ु करता मुज्से इत्ना प्यार्Maine pucha Prabhu seTu kyu karta mujhse itna pyaar – 2Usne kaha poore dill se Kyuki tu hai Mere hatho ki rachna – 2Teri raaho par chalte – chalte Kai baar mere kadam bhatak gaye – 2Phir bhi na chhoda Tune hath mera – 2Tu kyu karta mujhse itna pyaar Maine pucha Prabhu se Tu kyu karta mujhse itna pyaar -2 Kai baat tumhe khushi deni chaahi Gum k alawa kuch na diya – 2Phir bhi na chhoda Tune hath mera – 2Maine pucha Prabhu se Tu kyu karta mujhse itna pyaar….
Audio / Video