Door Ek Thaaraa
Hindi Christian Song — English Lyrics
Door Ek Thaaraa Jaa Rahaa Hai
Pahuchegaa Ek Din Bethlahem Ko
Ham Bhee Chalenge Peeche Uske
Dandvath Karenge Kreesth Yeshu Ko ||Door Ek||
Mariyam Kaa Betaa Vo Hai
Charnee Me Jo Aaj Aayaa Hai (2)
Thaare Aakaash Jal Kushiyaa Manaathe
Vo Hee Hamaraa Raajaa Hai (2) ||Door Ek||
Aayaa Bachaane Ko Hame
Doobe The Jab Ham Paapo Mein (2)
Ye Baath Samjho Man Phiraavo
Kyo Aayaa Jag Me Pyaaraa Maseeh (2) ||Door Ek||
Aayegaa Phir Se Maseeh
Chinho Ko Dekho Poore Hothe (2)
Nyaay Karegaa Aakar Hamaaraa
Nyaay Kaa Din Ab Nikat Aayaa (2) ||Door Ek||
Audio / Video