Neele Aasmaan Ke Paar
Hindi Christian Song — English Lyrics
Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege
Meraa Yishu Rahthaa Wahaa (2)
Hum Milenge Baadalon Par (2)
Dekhegaa Saaraa Jahaa (2) ||Neele||
Uskaa Koyi Bhee Vaadaa – Na Hothaa Adhooraa
Har Ek Vaadaa Uskaa – Hothaa Hai Pooraa (2)
Uskaa Koyi Bhee Vaadaa
Uske Aane Kaa Vaadaa – Bhee Pooraa Hogaa
Dekhegaa Saaraa Jahaa (2) ||Hum Milenge||
Ye Vishwaas Hai Meraa – Jo Hogaa Pooraa
Sapnaa Ye Meraa Na – Rahegaa Adhooraa (2)
Ye Vishwaas Hai Meraa
There Sang Hum Rahenge – Apne Yishu Ke
Dekhegaa Saaraa Jahaa (2) ||Hum Milenge||
Audio / Video