Sari srishti ke maalik thumi ha ha halleluyah
Hindi Christian Song — English Lyrics
Sari srishti ke malik tumhi ho
Saare srishti ke rakshak tum hi ho
Karte hei tujh ko saader pranaam
Gaate hein tere hi gungan
Ha - ha - ha - Halleluyah
Ha - ha - ha - Halleluyah
Ha - ha - ha - Halleluyah
Ha - ha - ha - Halleluyah
Saari srishti ko tera sahara
Saare sankat se hamko bachaana
Tere haatho me jeevan hamaara hei
Apni raahon par hamko chalana
Ha - ha - ha - Halleluyah - 4
Ham he tere haathon ki rachana
Ham par rahe teri karuna
Tan, man, dhan, hamara tera hei
Inhe shaitan ko chhune na dena
Ha ha ha - Halleluyah - 4
Ab door nahi hei kinara
Dheeraj ko hamaare badaana
Jeevan ki hamaari is naiyya ko
Bhav sagar me khone na dena
Ha ha ha Halleluyah - 4
Audio / Video