Sthuthi Prashansaa
Hindi Christian Song — English Lyrics
Sthuthi Prashansaa Hamaare Yeeshu Ki
Aadar Aur Mahimaa Hamaare Yeeshu Ki (2)
Aao Milkar Gaaye Hum Hallelujah (2) ||Sthuthi||
Raajaaonkaa Raajaa Yeeshu Raajaa Hai
Prabhuonkaa Prabhu Yeeshu Prabhu Hai (2)
Saare Jagath Me Woh Kaam Karthaa Hai
Aanand Aur Jeevan Woh Sabko Dethaa Hai (2) ||Aao Milkar||
Bheemar Usko Chukar Changa Hotha Hai
Paapi Uske Naam Se Udhaar Pata Hai (2)
Saare Jagath Se Woh Pyaar Karthaa Hai
Aanand Aur Jeevan Woh Sabko Dethaa Hai (2) ||Aao Milkar||
Baadalon Mein Yeeshu Aanewaalaa Hai
Vishwaas Yogya Ko Lejaane Waalaa Hai (2)
Uske Saath Rehnaa Ye Kithnaa Aanand Hai
Uski Sthuthi Karna Kithnaa Saubhaagya Hai (2) ||Aao Milkar||
Audio / Video