आश्रय करने वालो को लजित ना किया
Hindi Christian Song — English Lyrics
Hindi
aashray karne walo ko lajjit na kiya
teri daya ne mujhe na choda
kaali haanth main yahan tak aaya
tune mujhko do dal banaya
el-elohe stuti karunga
zakhmi main tha aansu main bahaya
khoya hua mujhe dhundkar tu aaya
vaacha tune mere sath kiya
sab kuch tune lauta diya
el-elohe stuti karunga
apne sare logon ne thukra dia
zarurat se jyada mujhe tune diya
*pardeshi main jahan par raha
wahan tune vaaris banaya*
el-elohe stuti karunga
Audio / Video