Ibaadath Karo
Telugu Christian Song — English Lyrics
Hei Duniyaa Ke Logon Oonchi Aawaaj Karo
Gaawon Khushi Key Geeth
Uskaa Gungaan Karo
Ibaadath Karo Uski Ibaadath Karo
Ibaadath Karo Uski Ibaadath Karo (2)
Yaad Rako Ki Vahi Ek Khudaa Hein
Hum Ko Ye Jeevan Useene Diyaa Hein
Us Chaaragaah Se Hum Sab Hein Aaye
Humd o Sana Ke Hum Geeth Gaaye
Rab Ka Thum Shukr Karo
Oonchi Aawaaj Karo